How to get a refund on a nonrefundable hostel room for medicial emergency?
Meri bahen ko health issue ki vajah se hostel change karna hai, pr college ki policy compulsory hostel me rehna hai, health issue ki vajah se usko 1 month leave b leni pdi thi, ab college k management bol rahe hai ki hum sari food facility denge aur hum ne diabetic student ko yeh facility di hai pr jab un student se contact Kiya to bol rahe hai hume koi special facility nhii milti, uper se trustee bol rha hai me politician hu ,DON hu , BAAP hu, aapko jo Action lena ho vo lo me apne action Lunga, Hum jab hostel chhod k ja rhe the to 6 log ne milker hume Jane se roka , humara Saman nhi lene diya aur bola Monday aana Perents k sath aur affidavit karne k baad hi Jane denge . Hostel k liye to Sunday b working day hi hai na? And me 3rd year medical student hu meri age 23 hai Mere bare me hostel k rector rumors felt rhe hai Kya me legal action le sakti hu?
Agar apke khilaf force use kiya gaya hai aap ek criminal complaint draft karey or ushey concerned place par post krein or uske khilaf action le, or adheek jankari kay liye aap humare helpline number par call krein.
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee