पुलिस के दुर्व्यवहार के खिलाफ क्या कार्रवाई की जा सकती है?
Police complaint hui hai. Fir bhi do baar police ne bulaya, gali di, daraaya aur dhamkaya. Agreement karne ke liye zabardasti kar rahe hain. Kya karun?

Agar police ne bina uchit wajah ke aapko bulakar gali di, dhamki di aur zabardasti agreement sign karne ki koshish ki, to yeh illegal hai. Indian Contract Act, 1872 ke Section 16 ke tahat, dabav mein kiya gaya contract voidable hai. Aap apne saboot (recordings, gawahon ke bayan) jama karein aur police complaint darj karne ke saath IPC Section 503 aur 506 ke antargat bhi action le sakte hain. Aap apne shetra ke Senior SP ya Internal Affairs Cell se sampark karein. Turant ek anubhavik lawyer se salah lein taaki aapke mool adhikar surakshit rahein aur kanooni salah zaroori hai. Aur jankari ke liye Hamari helpline number par sampark kare.

अगर आपको धमकियां देकर किसी समझौते पर हस्ताक्षर करने के लिए मजबूर किया जा रहा है, तो इसे न साइन करें। आपके ऊपर दबाव डालकर फैसले लेने को कानूनी रूप से सही नहीं माना जाता है। धमकियों और बातचीत का रिकॉर्ड रखें, और अगर जरूरत हो तो उच्च अधिकारियों के पास शिकायत दर्ज करें। अपने अधिकारों की रक्षा के लिए तुरंत कानूनी सलाह लें। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee