पापा घर बेचना चाहते हैं, क्या हम रोक सकते हैं?
Meri maa ki maut ho gayi hai. Hum 2 bhai aur 1 behan hain. Mere papa ne door ki rishtedaar vidhwa aurat se sambandh bana rakhe hain. Papa ki umar 76 saal hai aur wo government job se retire ho chuke hain. Hum dono bhai jisme rehte hain wo ghar maa ke naam par hai. Papa wo ghar bech kar kuch hissa doosri aurat ke parivaar par kharchna chahte hain. Ghar ke asli kagaz mere paas hain. Kya aisa kuch ho sakta hai ki papa ghar na bech paye? Hum bhaiyon ka ghar na beche?

अगर घर आपके माता-पिता के नाम पर है, तो आपके पिता बिना आपकी सहमति के संपत्ति को नहीं बेच सकते हैं। यदि आपके पास संपत्ति के असली दस्तावेज हैं, तो आपको कानूनी दावा दाखिल करना चाहिए ताकि बिक्री को रोका जा सके। यदि आपके पिता ने गुपचुप शादी की है, तो इसके खिलाफ कानूनी कार्रवाई की जा सकती है। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee