यदि सौतेली माँ मेरे पिता के फंड को अस्वीकार कर दे तो क्या कानूनी कदम उठाया जाएगा?
Mere father ki death ke baad unki job meri bhai ko mil gayi aur meri step-mother ko unki pension mil rahi hai. Mere father ki job ke dauraan unki death hui thi, jiske baad unka saara fund meri step-mother ke account mein chala gaya. Maine suna hai ki service book mein nominee ke roop mein mera naam bhi likha hua hai, lekin phir bhi meri step-mother mujhe mera hissa dene se mana kar rahi hain. Abhi recently 58 lakh ka aur fund aaya hai, lekin usmein se bhi mujhe kuch nahi diya jaa raha. Meri shaadi ho chuki hai. Is situation mein mujhe kya karna chahiye? Kya main legal action le sakti hoon?

आपके विवाह के बाद भी आप अपने पिता की कानूनी वारिस हैं। यदि सेवा पुस्तिका (Service Book) में आपका नाम नामांकित (Nominee) है या आप उनकी बेटी हैं, तो आपको उनके पैसों में हिस्सा मिलना चाहिए। यदि सौतेली माँ हिस्सा नहीं दे रही हैं, तो आप उन्हें कानूनी नोटिस भेज सकती हैं और जरूरत पड़ने पर न्यायालय में केस फाइल कर सकती हैं। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee