क्या मैं कम उम्र में शादी के बाद अपनी प्रेमिका के साथ रह सकता हूँ?
Sir, maine 21 December 2023 ko love marriage ki thi. Us waqt ladki ki age 16.6 years thi, lekin humein uski sahi age ki jankari nahi thi. Jab hum thane gaye, tab humein pata chala ki ladki minor hai. Uske baad mere upar IPC sections 363, 366, aur 376 ke tahat case file kiya gaya, aur mujhe jail bhej diya gaya. Uske gharwalon ne baad mein uski zabardasti 11 May 2024 ko shaadi karwa di. Main jail se 21 July 2024 ko bahar aaya, aur tab se ladki phir se mere saath rehna chahti hai. Is waqt uski age 17.9 years hai. Abhi bhi mere upar case chal raha hai. Kripya batayein, kya hum dono ab ek saath reh sakte hain? Is situation mein mujhe kya karna chahiye?

क्योंकि शादी के वक्त लड़की की उम्र 18 से कम थी, ये शादी कानूनन वैध नहीं है। अभी उसके 18 साल के होने तक उसके साथ न रहें। अगर वो अब आपके साथ रहना चाहती है, तो वकील की मदद से केस खत्म कराने की कोशिश की जा सकती है। 18 के बाद वो आपके साथ रह सकती है। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee