क्या दूसरी पत्नी के बच्चों को पिता की संपत्ति में हक है?
Mere papa government employee the aur ab retire ho chuke the. Unhone apne jeevan mein 2 shaadiyaan ki thi aur pura parivaar saath rehta tha. Lekin papa ki death ke baad, unki pehli wife aur unke bachon ne humein jaana-pehchana se mana kar diya hai. Na hi vo papa ke government funds mein humein kuch de rahe hain, na hi papa ki patrak sampatti mein, aur na hi jo sampatti papa ne banayi thi usmein humein hissa de rahe hain. Humne apne district court mein appeal ki thi utradhikari ke liye, lekin vo high court se koi order laa rahe hain jismein vo humein party nahi bana rahe hain. High court ki writ kaise pata chalega, aur kya dusri wife ke bachon ko legally papa ki property mein koi hak banta hai?
मैम, अगर दूसरी शादी हिंदू मैरिज एक्ट के तहत अवैध या अमान्य भी हो, तो दूसरी शादी से जन्मे बच्चे वैध माने जाते हैं और उन्हें पिता की संपत्ति से हक मिलता है। अगर डिस्ट्रिक्ट कोर्ट ने मामला हल नहीं किया है, तो आप हाई कोर्ट में अपील कर सकती हैं। सलाह दी जाती है कि आप एक विशेषज्ञ वकील से सलाह लें, जो आपकी कानूनी अधिकारों और विकल्पों के बारे में मदद करेगा। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee