How can I reduce maintenance to wife during divorce?

Good Evening Sir..🙏 Mera Naam Kotesh hai. Mera shadi ko 7 saal se jyada ho gaya hai. Meri wife 3.5 saal pehle Ghar chod ke chali gayi, uska parents bole ki uska shadi kahi aur kara dehge, Phir panchayat level me amount settlement ke liye baat huwa lekin baat bana nahi. 1 saal pehle us log 6 lakh bole, Phir dono mutual Divorce ke liye apply kare, 6 month ka time mila, lekin final date se pehle maloom huwa ki woh mera upper Maintenance ka case kar di aur mutual Divorce nahi degi boli. Phir case chalta raha, Phir section 9 Reunion ka case kar di. Phir 3 month pehle 8 lakh boli, Phir hum amount arrange kiya, Phir U turn le li.. abhi case chal raha hai. Main Aur mera partner 2 month pehle living me rah rahe hai aur mera partner pregnant hai, usko sab pata hai mera Divorce ke bare main Sir, main kaise Maintenance ko kam kar sako Or Kya kya legal right hai mere liye ..?

1 Answer
Only verified advocates can give an answer Sign In
Admin
Advocate By LEAD INDIA Answered: 28 Nov 2023

Aapke case mein aapki wife ne maintenance ka case kiya hai. Agar aap maintenance ko kam karna chahte hain to aapko court mein apne income proof saboot pesh karna hoga. Aap court mein apni wife se settlement karne ki bhi koshish kar sakte hain. Aage ki jankari ke liye hmare helpline par sampark kare.

24x7 Help

If we fall short of your expectation in any way, let us know

Payment Trust

All refunds come with no questions asked guarantee

Talk to Lawyer

Talk Now