How can I send legal notice to DPT-officers?

Sir, Maine ek factory ke illegal construction ki complaint ki thi, CM window Haryana ke through bhi ki thi or written me bhi ki thi lekin District Town Planner-DTP, Sonipat ke adhikari action taken report me wrong information update kar rahe hai action kuch nahi lia 2 labour room tod diye or dikha dia action le lia, mujhe DTP ke adhikariyo ko legal notice bhejna hai uska kya process hai sir, kya ham legal notice bhej sakte hai?

1 Answer
Only verified advocates can give an answer Sign In
Admin
Advocate By LEAD INDIA Answered: 12 Jan 2024

Legal notice bhejne se pehle ek lawyer se consult karna zaroori hai. Lawyer se consult karne ke baad, aap notice ka draft bana sakte hain. Notice mein aap apne complaint ke bare mein saari jankari likhen. Notice mein aap aisa bhi likh sakte hain ki agar action nahi liya gaya to aap court mein case file karenge. Aage ki jankari ke liye hmare helpline number par sampark kare.
 

24x7 Help

If we fall short of your expectation in any way, let us know

Payment Trust

All refunds come with no questions asked guarantee

Talk to Lawyer

Talk Now