हम परिवार के विरोध और पुलिस के हस्तक्षेप के बिना कैसे विवाह कर सकते हैं?
Sir, main aur meri gf ek dusre se shaadi karna chahte hain. Hamari caste same hai lekin ladki ke ghar wale nahi maan rahe hain. Ladki ke family mein kaafi pahunche hue log hain jaise SDM aur neta. Kya hamari shaadi ek din mein ho sakti hai? Aur ladki ko police custody mein bhi na le paaye, nahi toh ladki ke bayan badalne ka risk zyada hai. Aur shaadi ke baad agar ladki bayan bhi badal de, toh mujhe koi dikkat na ho iske liye bhi koi solution bata dijiye. Kripya mail ke through reply dijiye sir. Agar mujhe aapka sujhav accha lage, toh main aapko contact karunga.
सर, यदि दोनों साथी की शादी के लिए कानूनी उम्र है, तो आप विशेष विवाह अधिनियम के तहत कोर्ट मैरिज कर सकते हैं। इसके लिए विवाह रजिस्ट्रार कार्यालय जाएं। एक विशेषज्ञ वकील से सलाह लेना उचित रहेगा, जो आपके अधिकारों की सुरक्षा में मदद करेगा और परिवार की किसी भी प्रतिक्रिया का समाधान करेगा। अधिक कानूनी सहायता के लिए हमारी हेल्पलाइन नंबर पर संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee