Both Ancestral and self acquired Property of Grandfather.
Dear Sir My grandmother and father both is duniya mein nahi hai unhone hmare liye ghar bnawaya tha Agra mein jisme hm pichle 30 saal se jyada se rh rhe hai. Ab hmare chacha or tau use hathiyana chahte hai to ab use apne papa ke naam se kaisr karwaya jaya kyunki vervally dada dadi ne wo hmare liye hi bnwaya tha. Please help
Helllo sir,
agar apke dada ji ne apke liye ghar banwaya hoga toh apko document show karna hoga warna chacha uss property par apna adhikar mang sakte hai will, ya document jispar ki wo particular property apke nam ho wo show krna hoga partiton se bachne k liye.
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee