Do family members have to repay the loan taken by a person after his death?
Swaraj Singh ne Dev ji ko 15 lakh Rs diye the by RTGS ab dev ji ki mrityu ho chuki hai. Dev ji ka parivar bahot gareeb aur majboor hai. Swaraj Singh, Dev ji ke pariwar ko dhamki de raha hai. Dev ji ke naam se koi samptti bhi nhi sab unke patni aur pita ke naam per hai. To kya dev ji ke pariwar ko Swaraj Singh ka paisa Dena hoga? Swaraj Singh ke pas aur koi saboot nhi hai keval bank statement hai bas. Help me sir please. Swaraj Singh ne dev ji ki patni se property papers bhi cheen liye hain.
यदि स्वराज सिंह के पास देव जी को 15 लाख रुपये देने का कोई लिखित दस्तावेज है, तो वह देव जी के उत्तराधिकारियों से पैसे मांगने का हकदार हो सकता है। हालांकि, यदि उसके पास कोई लिखित दस्तावेज नहीं है, तो उसे देव जी के उत्तराधिकारियों से पैसे मांगने का कोई अधिकार नहीं है। आगे की किसी भी जानकारी के लिए हमसे संपर्क करें।
Related Questions
24x7 Help
If we fall short of your expectation in any way, let us know
Payment Trust
All refunds come with no questions asked guarantee