What can I do when someone is blackmailing?

Sir, MAINE EK PLOT PURCHASE KIYA HAI 13 DECIMAL KA JISME 9 LOG SHARE THA SABHI LOH REGISTRY KIYA HAI, BUT EK SHARE KA PITAJI KIYE HAI TO USKA BETA OBJECTION KAR RAHA HAI KI MERA SIGN NAHI LIYE HAI PAITRIK SAMPATI HAI MERA BHI SIGN LENA CHAHIYE THA, SIR WO DHAMKI DE RAHA HAI KI AAPKA MAKAN NAHI BANNE DENGE, AAPKA DEED CANCEL KARA DENGE.... SIR KYA KARE HUM PLOT KHARID KAR FAS GAYE HAI,,, 🙏🙏HELP ME

1 Answer
Only verified advocates can give an answer Sign In
Admin
Advocate By LEAD INDIA Answered: 29 May 2023

Hello Sir/mam

Agar purchase karne time bete nai apna consent diya hai deed par toh wo koi claim nhi kar sakta agar karta hai toh aap uhsey ek legal notice bheje ya aap court mai uske khilaf caveat petiton bhi file kar sakte ho.

Or adheek jankari k liye app humare helpline number par call krien 

Thank you 

24x7 Help

If we fall short of your expectation in any way, let us know

Payment Trust

All refunds come with no questions asked guarantee

Talk to Lawyer

Talk Now